Nadamat Meri, Ashk Ban Gayi
Qatra Qatra Behne Lagi Aankhoon se
Apne Daman Mein Mehfooz Kar liye
Ashk Mere Unho Ne

Kya Kahoon Koun Hain Woh
Sarwar-e-Konain (sallallahu alayhi wa sallam) Hain Woh
Main Ladkharata Hoon Baad Mein
Savera, Mujhe Thaam Woh Pehle Lete Hain

- Savera -